Zaeden has released his new song Kho Gaya featuring Yashraj on his youtube channel. Lyrics of Kho gaya song are written by Zaeden, Nikita Ahuja & Yashraj whereas music of this song is produced by Aakash.
Kho Gaya Zaeden Lyrics
Kuch hi din se hun
mai bhi ginta din yahan
jaise koi dhunde
bewajah jeene ki wajah
milne aayi mujhse wo raatein
mujhse wo yaadein baar baar
kyun door hai tu phir bhi yahi hai
karta hun intezaar
Jaane yeh kya ho gaya
mai kyun tanha ho gaya
teri yaadon mein mai kyun
jaane kyun mai kho gaya
Jaane yeh kya ho gaya
jaane do jo bhi hua
socha karta hun mai kyun
jaane mai kyun kho gaya
kaise ab kahun
tumse jo na keh saka
mujhko koi samjhe na tu bta
tu kya le gaya
milne aayi mujhse wo raatein
mujhse wo yaadein baar baar
thoda sahi tu thoda galat mai
aao na ek baar
Jaane yeh kya ho gaya
mai kyun tanha ho gaya
teri yaadon mein mai kyun
jaane kyun mai kho gaya
Jaane yeh kya ho gaya
jaane do jo bhi hua
socha karta hun mai kyun
jaane mai kyun kho gaya
jaane kyun kho gaya hun tujhe mil kar
aankhon mein thi baatein
par yeh honth mere sil kar
chup han dukh to hua tha
mile na hum saalon mein
par jab bhi khoye yaadon mein
tu dhund lena gaano mein
khair, beetenge saal aur khada mai stage pe
bhai saare kare rage aur nazrein padti
logon ke beech mein
wahan pe khadi tu akeli bheed mein
sochun ki sapna hai ye naseeb hai
dil pe jo rehta hai wo aankhon pe na hai yakeen
par khud ko puchta rehta repeat pe
Jaane yeh kya ho gaya
mai kyun tanha ho gaya
teri yaadon mein mai kyun
jaane kyun mai kho gaya
Jaane yeh kya ho gaya
jaane do jo bhi hua
socha karta hun mai kyun
jaane mai kyun kho gaya
Song | Kho Gaya |
Singer | Zaeden ft Yashraj |
Lyrics | Zaeden | Yashraj & Nikita Ahuja |
Music | Aakash |
Label | Zaeden |
Thank you for reading Kho Gaya Lyrics by Zaeden ft Yashraj till the end.
If you have any comments, complains or suggestions with or for Lyricsaavn please comment below or you can contact us through our contact page given below in the footer section of this page.
Follow us on:-
Twitter: https://twitter.com/Lyricsaavn
Share this lyrics now because we believe your one share can help us to reach masses. Thank you.
Comments
Post a Comment